Archives

Sad Shayari

Bewafa sanam se to cigarette hi achhi hai,
Bewafa sanam se to cigarette hi achhi hai…
Dil yeh bhi jalati hai, par hotho se to lagti hai..

————————————————

ZINDAGI Bewafa Kyun Hoti Hy.
WAFA Karny Ki Saza Kyun Hoti Hy.
Choti C Baat Pe Baha Dety Hain KHOON.
Insan Mein Itni ANNA Kyun Hoti Hy.
Karta Hun Mein Jis Se Baar Baar TAUBA.
Elahi Mujh Se Wohi KHATA Kyun Hoti Hy.
Banaaty Tu Hain Hum Apnay Haathon Se MASJID.
NAMAZ Apni He Phir QAZA Kyun Hoti Hy?


—————————————————–

Pathar Ki Yeh Duniya Jazbat Nahi Samajhti
Dil Me Hai Jo Woh Bat Nahi Samajhti
Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech
Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samaj..


Sad Shayari

Aansu nahi thamte hain aankhon main abhi tak,
Jaate hue rota woh mujhe chorr gaye thi!
Armano ki Duniya ke anmol se sapne,
pal main woh mere saamne sab torr gaye thi!
Jaan deti thi meri her baat pe lekin yun hi,
Besabab Duniya se mera rukh morr gayi thi!
Din ki tanhayi ka gham, raaton ki uddasi humraah,
Saare ghamon se rishta mera jorr gaia thi!
Aey kaaaaash koi jaa ke usse pooche,
Yahan kis ke sahare pe mujhe chor gayi thi !!
———————————

Aaj phir doston ne mujhse pocha,
K tera hasta hua chehra UDAS kyun hai?
Barsti aankhonn mein piyas kyun hai?
Jinki nazro mein tu kuch nahi,
Wo tere liye itna KHAS kyun hai??
———————————–
Pass aakar sabhi door chale jate hain,
Akele the hum akele reh hi jate hain.
Is dil ka dard dikhayein kise,

Marham lagane wale hi zakm de jate hain!!

Mera Chand ( Ghazal )

Mere Chaand Meri Ik Baat Suno

Mera Tum Bin Dil Veeran Suno

Her Subha Ki Ronak Tum Se Hai

Mere Raat K Roshan Chaand Suno

Tera Sab Se, Her Andaaz Alag

Tere Hansnay Se Ho Shaam Dhanak

Tere Bin Her Subha Shaam Suno

Mere Chaand Meri Ik Baat Suno

Ek Vaada Ker Lo Tum Mujh Se

Tum Ab Na Routho Gay Mujh Se

Ruk Jaye Na Meri Saans Suno

Mere Chaand Meri Ik Baat Suno.

Hindi Ghazal

Muddat se jis k wastey dil beqarar tha.

Wo lout kar na aaya magar intezar tha…

Jo humsafar tha chor gaya raah me mujhe..

Main phas gaya bhanwar me or wo darya k paar tha…

Manzil qareeb aayi to tum door ho gaye..

Itna to tum batao k ye kaisa pyar tha…

Ye baat umer bhar samajh na paya main.

Q dil mera us bewafa ka talabgaar tha.GHAZAL

Muddat se jis k wastey dil beqarar tha.

Wo lout kar na aaya magar intezar tha…

Jo humsafar tha chor gaya raah me mujhe..

Main phas gaya bhanwar me or wo darya k paar tha…

Manzil qareeb aayi to tum door ho gaye..

Itna to tum batao k ye kaisa pyar tha…

Ye baat umer bhar samajh na paya main.

Q dil mera us bewafa ka talabgaar tha.