Dil k dard ko chupana kitna mushkil hai, Toot k phir muskrana kitna mushkil hai, Door tak jab chalo kisi k sath tu phir, Tanha laut k Aana kitna mushkil hai……………..
Sona chahta hun per neend nahi aati hai, Badal badal ke karwate yunhi raat guzar jati hai, Kar bhi pyaar ka izhar ya jaane jigar, Akhir kyon tu mujhe itna tadpati hai…